Apki tarbiyat mein jo kami thi, vo yahan zahir karna zaroori hai kya? Aap American BF ya GF bananey aye hein? Yahi khwab dekh ke aye hein aap? Ke yahan pe saaaaaaaaaare log sirf sara din BF aur GF ke saat ghoomte rehte hein, right?
Apko jahaz se utre huwe kitne ghante huwe hein?
Ha ha ha. Meri tarbiaat Alhamdolillah Pakistan main huwi aur meri maan aur maashra Alhamdolillah Islami tha so sigh no bf/gf mahol. Na hi meri maan bhung pi karso gai thi aur khulla khata hamain bana dia tha. Na hi ghar say bahar ka mahol nunga punga tha. lol AGAIN BARA SA SIGH.
Kuch hum bhi maujaaan kar letain. AHHHHH. wo buchpun kay din kitnay achchay thay din.
Naheen SQARDO. what I saw here in posts ppl post I just wrote that aur aap ko bura lug gia. LOL.
GS ka mahol bata raha tha main to kafi dhachka laga is liaay bol deta hoon.
Waisay aap kioon itna dil pay la gaeen meri munni kaho to aap kay mufeed aur qeemti mashwaron ko quote kar doon jo bf/gf kay liaay azmooda nuskhay aap deti hoo. LOL
Mujhay Jahaz say utray arsa beeta is ghilazat kay mahol main haan magar na paida huwa hoon aur na pala barha hoon yahan so Zameen asmaan ka farq hai aap ki aur meri soach main. I thank for the to my Allah. Kay mujhay itna khush qismat naheen banaya naheen to aap ki tarha main bhi GAY PRADE MAIN SHAMIL HOTA. Astaghfirullah.
Meri munni buchchon ki tarha jalna tupna chor do koi faida naheen. I'm enjoying from your jali tapi post. LOL.
A gana dedicating to especialy you.
DUNIA hansaay ha ha ha hunsti rahay
Main hoon gunwar mujhay squardo say bhi hai pyar.
Cool down.
Lifey is kay sir pay thanday baraf kay pani ka balti undhailo.
Jo such hai wo to such hi rehta hai squardo badal naheen jata kisi ki hutdharmis say.
SUCH BAR KARWA HOTA HAI NA SQUARDO.