Ya Allah! Ya Ar-ham-ul-Rahimeen tou apne bando ko pareshani mein dekhna pasand nahi karta to tujhi se hum sb iltaja kartain hain ke apne bande ko sehat-e-kamil ata farma or is ke aouz hum sb ke gunnah maaf farma beshaq to hi sb ki hajaat rawa karny wala hay
ohh guys n gilz thank u soo much ap sub ke duao say may ab boht batter feel kar ri hun thank u faris bhai Allah pak ap sab ke tamam Duaon ko kubool karay or ap sab ko apne hifz o amman may rakhay Aamen…lolzzzzzzzzz 4 all of u