PPP leadership?

Re: PPP leadership?

Mujhy is main bhi Zardari ka hi hath lagta hy ab PP ka chairman wohi hoga or Bhuttu khandan ki wirasat Bilawal and Bhaktawar ky 32 sal ka hony tak Zardari Khandan main rahy gi waisy bhi I mean bachy tu Zardari ky hi hain. Gaddi or Hukumat to gai Zardarion main:(