Re: PPP is not a party but a ‘cult’?
Mujhey urdu aatee bhi hai aur samjhta bhi hoon, aap koh iss barray mein fike karney kee zaroorat nahin. Zarrorat hai aap koh apnay jazbaat per qaboo rakhnay kee aur likhnay say pehlay soch liya karein kay kiya likh rahein hain.