Re: Post your funny poetry
Waalikuasslam, jeety raho:blush:
Re: Post your funny poetry
Waalikuasslam, jeety raho:blush:
Re: Post your funny poetry
Ouch... ;-)
aisay haseenon kay chamchon say Allah bachai ;-)
maiN naY chaaha thaa kaY cheeni bhar dooN
uss chamchaY maiN tau pehlaY hee malaai thee ;-)
-AQ
Re: Post your funny poetry
kon kehta hay kay moat ayi to main mar jaoonga
arrey main to bandar hoon darkht par charh jaoonga ![]()
How is my wonderful person doing, and w’salam and eidi :-p
Re: Post your funny poetry
Jwab nahi![]()
Re: Post your funny poetry
hehe your favourite is doing perfectly fine by the grace of Allah and wit th elove and dues of you all, … aap kasi hain ? ![]()
hmm … about making process… cuz the distruction process here is more effective na … ask **AQ **he can explain…
Re: Post your funny poetry
kon kehta hay kay moat ayi to main mar jaoonga arrey main to bandar hoon darkht par charh jaoonga :$
yeh sher tu naY kahaa thaa sun-e-dau hazaar maiN ;-)
TujhaY yaad hai woh baat meraY qassaai kee ;-)
-AQ
Re: Post your funny poetry
chamcha bhara cheeni ka daigchi say chimat gaya
mullah ji daarhi main chooha latak gaya ![]()
nai nai aisay nahi, kuhc to jawaab deejiay, warna main aap ka dopatta uss darkht ki sab say oonchi shaaq say baandh doonga :-p
Re: Post your funny poetry
hehe your favourite is doing perfectly fine by the grace of Allah and wit th elove and dues of you all, ... aap kasi hain ? :-)
hmm ... about making process... cuz the distruction process here is more effective na ... ask **AQ **he can explain...
Darust frmaya yeh distruction process buhat afsoosnak hy is ka khatma bikhyr hona chahiy :o
Re: Post your funny poetry
LOLzzz @ bandar wala part... :D
Re: Post your funny poetry
He can explain abt destruction…? ![]()
Re: Post your funny poetry
yeh sher tu naY kahaa thaa sun-e-dau hazaar maiN ;-) TujhaY yaad hai woh baat meraY qassaai kee ;-)
-AQ
kaha tha, kehta hoon kehta rahoonga...
meray yaar hoon jiss kay teray jaisay
kissay hay parwah apnay deewan ki... :$
Re: Post your funny poetry
chamcha bhara cheeni ka daigchi say chimat gaya mullah ji daarhi main chooha latak gaya ;-)
nai nai aisay nahi, kuhc to jawaab deejiay, warna main aap ka dopatta uss darkht ki sab say oonchi shaaq say baandh doonga :-p
Bary shirarti bandar hain huzur
Ham nahi shair hamara kia qusur:D
Re: Post your funny poetry
kaha tha, kehta hoon kehta rahoonga... meray yaar hoon jiss kay teray jaisay kissay hay parwah apnay deewan ki... :$
TeraY deewan saY Allah hee bachaaye
teraY pass tau raqam bhee naheeN Naai kee :P
-AQ
Re: Post your funny poetry
aap sab kia taalian bajanay aayai hain iss mehfil-e-bay-adab main :-p
yani kaisya Pakistani ho, shayr sun kar hans diay, koi jawaab, jawaab-e-shikwa kuch nahi :-p
hamaray media say kuch seekhain … pahaar ki raiii and raii ka pahar bana do mint ka kaam hay un ka ![]()
Re: Post your funny poetry
Yar apny nam sy chapwa kr mazy karty hain:wink:
Re: Post your funny poetry
aap sab kia taalian bajanay aayai hain iss mehfil-e-bay-adab main :-p
yani kaisya Pakistani ho, shayr sun kar hans diay, koi jawaab, jawaab-e-shikwa kuch nahi :-p hamaray media say kuch seekhain ... pahaar ki raiii and raii ka pahar bana do mint ka kaam hay un ka :-D
Rai hoti hy tu paahar banta hy
Par hota hy tu kawa nikalta hy:D
Re: Post your funny poetry
Bary shirarti bandar hain huzur Ham nahi shair hamar kia qusur:D
aakhir bandar bhi to aik insaan hay...
usi tarah jaisay har insaan kay dil main aik bandar chupa baitha hota hay, waisay hi har bandar kay aik dil main bhi insaan chupa hota hay :-p
TeraY deewan saY Allah hee bachaaye teraY pass tau raqam bhee naheeN Naai kee :P
-AQ
Main jab gaya Urdu kay ik bazaar
Howa mujh ko bara hi malaal
Socha baich daloon apna hi dewaan
Kaha yeh lo chanay aur hojao faraar... :-(
Re: Post your funny poetry
Rai hay to Pahaar bana
Par hay parwaana bana
shukar hay dumm nahi
na hi main haiwaan baan ![]()
Re: Post your funny poetry
aakhir bandar bhi to aik insaan hay... usi tarah jaisay har insaan kay dil main aik bandar chupa baitha hota hay, waisay hi har bandar kay aik dil main bhi insaan chupa hota hay :-p
yeh tau kuttaY kaY baaraY maiN kahaa gayaa thaa ;-) remember?
Main jab gaya Urdu kay ik bazaar Howa mujh ko bara hi malaal Socha baich daloon apna hi dewaan Kaha yeh lo chanay aur hojao faraar... :-(
TeraY deewaan kaY auraaq saY jalaayaa choolha hum naY
phir bhee pooriyaaN hum naY khaayeeN thee halwaai kee
-AQ