Re: Poor Urdu Grammar
Meri Urdu to itni achee hai kay har aira ghaira meri Urdu sun kar dang reh jata hai aur wah wah kar raha hota hai. ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
Meri Urdu to itni achee hai kay har aira ghaira meri Urdu sun kar dang reh jata hai aur wah wah kar raha hota hai. ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
Inncorrect grammar is sometimes cool/cute but sounds silly in writing because it’s hard to convey the tone it’s being said in. ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
sadiyah, beshak, app ki urdu parh kar to mera mooNh he khula ka khula reh gaya ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
Baji ji, zyada jazbati na hon. Aapka jumla ghalat hai.
It’s supposed to be “… mera moonh bhee khulay ka khula reh gya.”
hmph! ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
who gets to define whose culture?
its good to know various languagues.. and yes, good to know ur mother tongue (watever that actually means) but to mock people for not knowing urdu and calling them names is inappropriate..
same goes for MM's thread...
we all make mistakes.. live and let live
Re: Poor Urdu Grammar
correction, you must have said:
Meri Urdu to itni achee hai kay har aira ghaira **nathu khairaa **meri Urdu sun kar naa sirf dang reh jata hai bulkaY dhuk saY reh jaataa hai aur wah wah kar raha hota hai.
bulkaY apnaa sar dhunn-naY lagtaa hai ![]()
Re: Poor Urdu Grammar
Anwaar, mainay apni Urdu ki baat ki thee, aapki Urdu ki nahee. :)
Re: Poor Urdu Grammar
Farhang-e-Asfia is the most detailed Urdu Dictionary…
Re: Poor Urdu Grammar
abaY detailed dictionary jebi naheeN hotee :D
Re: Poor Urdu Grammar
Urdu kaa Janazah hai
zara dhoom saY niklaY ![]()