Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai'n daal
chawal

Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai’n daal
ye chay kisi aur word ke liye nahin hota? ![]()
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai’n daal
nahi to innocent
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai’n daal
mujhe to hari tootiyaa yaad aa gayaa…vaise, neele thothe kaa injection kia hotaa hai? ![]()
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai’n daal
neelay thothay ka injection jisko bhi laga usnay kabhi btaya nahi uskay bad kya feel hota hay
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai'n daal
neelay thothay ka injection jisko bhi laga usnay kabhi btaya nahi uskay bad kya feel hota hay
aur hari tootiyaa kaa sharbat peene waale kaa kia Hashr hotaa hai? :D
What is thothay? Aap log totay (parrot) ko thothy keh rahy hain?
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai’n daal
tootiya is a poison.. don’t know spelling but its called something like
Cyanide](Cyanide poisoning - Wikipedia)
Ok i know cyanide is used by the spies
Re: Ponga PanDit, be-daal ke boodam, che Ghai'n daal
ek lafz aur hotaa hai bewaqoof ke liye: "GHONGHAA" [sea-shells]...oopar se hard like a head magar andar se Khaali...aisaa sar jo andar se Khaali ho ya'nii bhejaa na ho...matlab bewaqoof! :D