Re: Poet of the Month - Mirza Ghalib
**bahot zabardast hai yeh she’r zaahir hai Ghalib ka jo hai.
jab maiN school meN thaa tab is she’r kii aisii parody sunii thii k jise yahaN bayaan bhii nahiiN kar saktaa lol ![]()
kia aapne lafz-e-‘taGhaaful’ bhai TaGhaa ke kahne par highlight kiyaa?
![]()
**