Re: "Poet Of The Month - - - Poet Of GS"
Firaaq ka taryaak ho ya wisaal ki duwaaeiN
is dard ka yahaaN koi hal sochey nahi milta
reh reh ke mil jaatey heiN kuch ajnabi chehrey
jisey dhoondney niklo wo dhoondey nahi milta
insaanoN ke selaab meiN apnoN ko sambhalo
jo kho gaya ik baar wo to mar ke nahi milta
so log takar jaatey heiN har aek qadam par
man ka magar meet to maaNgey nahi milta