please help me!

Re: please help me!

now hamari baat kafee complicated hugayi ha.My hubby is not sleeping with me.wo neechay seperate sonay lagay hain.24 hourz mai aik jawab nahi detay aur na baat kartay hain.main yahan zinda laash bani hui hun but meri mama keh rahi hain k wait karo and compromise karo but HOW? main bohot tang aagayi hun yahan and yahan mera dam ghutnay laga hai ,aisa lagta hai kuch time mai i will addicted to medicines.Mujhay ab koi rasta nahi dikhta..kia karun..Itz my life biggest mistake.Waqai love blind hota hai.Agr us waqt dosron ki baatein samajh li houtin to aaj aisa na hota but ab kuch nahi husakhta na.yahan reh reh kar mai marjaon gi.mujhay hamesha k liye apnay ghar jana hai .apnay mama and papa k seenay say lag kar sona ha...Main thak gayi hun..kia karun main in tortures ka.