-- Phool ki Hansee ...

Re: – Phool ki Hansee …

hey, I miss karachi kay bannn kabaab :teary1:

Re: -- Phool ki Hansee ...

Main do saal say naheen roi. Haan hansti bohat hoon. Gham chupanay ka aik andaz hai. Apna gham doosaroon ko kiyon doon jab woh khud bhi ghamgeen hoon? Hai na...:)

Laikin logon ko mera hansna bhi acha naheen lagta. Bolna tou chaar saalon say chora howa hai.:(

Re: – Phool ki Hansee …

AQ bhai kahain tou parcell bhijwaa doon :slight_smile:

Re: – Phool ki Hansee …

Phool ki patti say katt sakta hai heeray ka jigar :rose:
Mard-e-nadan peh kalam-e-narm-o-nazuk bay asar.:smilestar:

Re: – Phool ki Hansee …

^:rolleyes:

Re: – Phool ki Hansee …

D.A —> aap aaj kal MSN par tashreef kiyun nahi laate :frowning: mujhse koi ghalti hui hei :chusni: ?

Re: -- Phool ki Hansee ...

[QUOTE]
hey, I miss karachi kay bannn kabaab
[/QUOTE]

anwar qureshi > karachi kayy bann kabab ? shami kay kabab hotay hain ya Aaloo kay kababa hotay hain ..karachi kay kon say kabab kha leye ?

Re: – Phool ki Hansee …

Nah, not school but Uni Lecturer :smiley:

Re: – Phool ki Hansee …

ur welcum:blush: