-- Phool ki Hansee ...

Some people always are smiling, they don’t cry!!! you know why ?

**‘ Jab makaii (corn ) jalti hay to rakh honay kay bajai phool ki tarah khil jati hay ‘
**
Hansay aur ronay main bohat thora hee faasla hota, jab insaan bohat
zaiada hansay to aik waqt aata hay kay uss ki aankh say ansoo nikalna
shuroo hojaatay hain …

Hansnay aur ronay main itna hi Faasla hay jitna kay phool ki pankhari
aur uss par giri shabnam main, agar phool ziaada khil uthay to phir
shabnam gir jaati hay’ …

Shukrann (bows himself on claps) & Regards,

Ata…

Re: – Phool ki Hansee …

:clap:

subah subah aisi gheri baat zaroor karni thee :frowning:

Re: -- Phool ki Hansee ...

EMM,
Har jagah to subah nai hoti, kaheen to shaam bhi hay abhi :s

lekin phir bhi sorry and thanks both at one time :-)

Re: – Phool ki Hansee …

yeh kis khushi may :bailan:

apnouN say sorry nahee kartay :hugz:

Re: – Phool ki Hansee …

wah wah wah.. wah wah wah..:clap: :cb:

Re: – Phool ki Hansee …

:clap:

Re: – Phool ki Hansee …

:blush:
well dun :hug:

aapse :naraz:

Re: -- Phool ki Hansee ...

bohot khoob :D

Re: -- Phool ki Hansee ...

wah wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kia baat hey DA

Re: – Phool ki Hansee …

hain :–o sorry iss liay for making u blue, I shouldn’t be doing that in the morning, but sooraj bhi kia karay, aik waqt main har jagah to roshni nai phaila sakta :s …

umm… apnooN say sorry karna kabhi kabhi acha lagta hay you bongi,
waisay sorry na karoon to kia karoon? Gift maang loon koi ? think tank me

Thank Thank bows
lekin aap ham say naraaz q ?
Aisa kia karay ham ? :s please batain jaldi say :s …

Shahd ki Larki,
yeh mushaira ya ghazal thori thi :s
lekin khair chalayga yeh bhi … thank you bows

**

rapunzle ,**

sidz_angel

and

Baltiwala

aap teenoN ka bhi shukria, kay aap nay parha phir samjha
aur phir itna piaara reply bhi kia, thank you so much :slight_smile:

Re: – Phool ki Hansee …

:salam:

Re: – Phool ki Hansee …

w’salam :s
sadaf sirf salam hi aur kuch nai ? :s
kasi hain? long time…no c

Re: – Phool ki Hansee …

:naraz:

Re: – Phool ki Hansee …

:clap: :clap:

Re: -- Phool ki Hansee ...

What does "sabko pata chal gaya mean" ...from your journal?

Re: – Phool ki Hansee …

zabardast :k: itnee gehree baat meray deemagh main kyun nahi aai? :smiley:

Re: -- Phool ki Hansee ...

hansnay or ronay main bohat ziada farq hota hay...meray khyal main

Re: -- Phool ki Hansee ...

jitna insaan hansta hai..utna insan rota bhi hai..kabhi ghaur karkay dekhna :)

Re: -- Phool ki Hansee ...

thats so not true..cuz then i would be crying all the time and I am not. I laugh atleast 10 hrs a day, and cry for maybe 1 or half an hour.

Re: – Phool ki Hansee …

Dada Ji, ham jaisay nalaik bachoN kay leay thora translation bhi kar daiN :meeno: