Re: – Phool ki Hansee …
woh aap ko school teacher nazar aatay hain?![]()
Re: – Phool ki Hansee …
woh aap ko school teacher nazar aatay hain?![]()
Re: -- Phool ki Hansee ...
very nice but not very true
hansnay or ronay main zahiran shaid kam he fasla hota ho lakin haqeeqatan bohat zyada hota hay
hansnay wale ki ankhoon say nikalnay walay ansoo baghir kisi taqleef or derd kay hotay
ronay walay kay ansoon ragoon say derd khenchtay hoye nikaltay hain
bat sirf mehsoosat ki hay
ghattain kon lata hay mere ankhoon kay mausam main
us kay bad barish ka nazara kon kerta hay
Re: -- Phool ki Hansee ...
:~) nice one!
Re: – Phool ki Hansee …
The Title of this thread is inspired by my Custom Title :roman:
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ ghaltian Insanoo say he hote hain Dada abba kafe shirminda hain
Re: – Phool ki Hansee …
Jaan bahut Sharmindah haiN:blush:
dhaagaa khol kaY bhee zindaah haiN ![]()
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ ki ghaltee say toba mere dhaga kholnay kay bad
hayee us zod-e-pasheman ka pasheman hona
Re: – Phool ki Hansee …
talaffuz kee taseeh karo laRki
Lafz “Ghalatee” hotaa hai, Laam par zabar hai… Aindah Ghalati say bhee “ghaltee” naa karnaa ab ![]()
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ mere ghaltee ka Laam sakin hay ker lain jo kerna hay
Re: -- Phool ki Hansee ...
challo! Sazaa kaY taur par Noon Gghunna bun jaao :p
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ main tanween-e-taranum banoon gee
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ Malka-e-tranum?
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ nahi tanween-e-tarnum ..jo ashar kay akhir harf main hotee hay
Re: -- Phool ki Hansee ...
:-|
Hota ho ga, mujhay kia pata :D
Re: -- Phool ki Hansee ...
^ pata rakhain na warna gher kaysay milay ga ?
Re: – Phool ki Hansee …
PG: forun saY peshtar dau ulTaY pesh “unn” bunn jaao ![]()
Re: -- Phool ki Hansee ...
^Itni sakht saza daynay say parhaiz kijiay AQ bhai ...:)
Re: – Phool ki Hansee …
![]()
Aap alif mad aa ban jayen.
![]()
Re: -- Phool ki Hansee ...
unn ki nazar me kiya karain pheeka hai ab bhee rang!!!
Re: -- Phool ki Hansee ...
[QUOTE]
PG: forun saY peshtar dau ulTaY pesh "unn" bunn jaao
[/QUOTE]
Anwar qureshi > nahi main do zabar * bannn* banoo gee ulta seeda mujhay say nahi hota