Re: -- Phool ki Hansee ...
very nice but not very true
hansnay or ronay main zahiran shaid kam he fasla hota ho lakin haqeeqatan bohat zyada hota hay
hansnay wale ki ankhoon say nikalnay walay ansoo baghir kisi taqleef or derd kay hotay
ronay walay kay ansoon ragoon say derd khenchtay hoye nikaltay hain
bat sirf mehsoosat ki hay
ghattain kon lata hay mere ankhoon kay mausam main
us kay bad barish ka nazara kon kerta hay