pata nahi !

Re: pata nahi !

wah ji, achi zabardasti hay yeh, aap ki chemistry main kafi doctaree ki milawat hay :S

Re: pata nahi !

^ app ab budhay ho gayee app ko yeh batain nahi samjh ayeen gee : P

Re: pata nahi !

naach na jaanay aangan terha :-p

ham kabhi budhay nahi hongay, budhay honsay say pehlay... burhapay ko moonh churah kar chalay jaingay :-p

Re: pata nahi !

^ masla yeh k app agar mirror per apni jawani ki tasweer laga ker hee aaina daiktay rahay to kub app ko pata chalay ga k app BUDDHAY ho chukay hain : P

Re: pata nahi !

wo aieenay jinhain ham pasand kartay hain ... jab...
wo hamain na daikhaingay... phir ham na hongay

Re: pata nahi !

^ acha ..acha ..Aaina nam hay un ka ....kal chandni thee aaj Aaina...poore 4 kernee hay kia? : P

Re: pata nahi !

acha acha aina (good good aina) nahi hay, balkay un ka naam hay... :$ ... umm menu ko sharam aandi hay... main nee batata :$

sirf 4 ? :s

Re: pata nahi !

maybe you are in love with GS now, and too shy to greet it with your words. :halo:

Re: pata nahi !

^ love k ley GS hee reh gaya hay ab ..had ho gayee yanee k smack

Re: pata nahi !

^

bat FRds ki hotee hay jidher woh udher hum !

:konfused:

Re: pata nahi !

4 kernay k 4 ko qatal ker dejeye ga phir mazeed 4 ..phir un ko bhi qatal phir mazeed …phir qatal phir…

sherm nahi atee aisa sawal kertay hoyee ..ik to mail nahi rahee app ko or 4 per shakal bun rahee hay smilestar

Re: pata nahi !

apnay daway per qaaim hoon … app baat ki gehraaye main nahi ja rahay is ley hain sir khuja rahay smilestar

Re: pata nahi !

:rotfl:

simple…computer ko band kerain

or khiki say bahar phenk dain :smiley:

“na hoga baans na bajay gee bansari :D”

Re: pata nahi !

^ or mere bhaai mujhay khirkee say phaynk dai na ho gee pg na khulain gay us k thread hoonh

Re: pata nahi !

Sari zindagi qatal-ogaratt geeri main guzraigi, to do pall sukoon kay kab baithoonga UNN k sath ? :s

Re: pata nahi !

^ baithna zaroore hay ...kharay ho jaye ga : P

Re: pata nahi !

^-- jo kharay hotay hain, un ko *HKJ *(hathon kay jootay) bhi khaanay parhtay hain :s

Re: pata nahi !

^ yeh her bat ain app ko hkj kion yaad ajaata hay

Re: pata nahi !

^-- jab pair ko jootay naseb hain to hathon k sath itni ziadti q ji ?

I love *HKJ *:-p