Re: pata nahi !
^ haati mera saathi
chaandni ko mera salam dejeye ga !
Re: pata nahi !
^ haati mera saathi
chaandni ko mera salam dejeye ga !
Re: pata nahi !
^ haati mera saathi
chaandni ko mera salam dejeye ga !
hathion say bhi poocha hay k nahi / :-p
wait... ooh...
ooh shukar mil gaya... meramobile :$
... haan ji... main aap salam keh donga, koi tohfa nai daingi ? :-p
Re: pata nahi !
^ chaandni app ki hain mere nahi ..app dain tohfay ..main kion khercha keroon !
Re: pata nahi !
^ chaandni app ki hain mere nahi ..app dain tohfay ..main kion khercha keroon !
theek hay, next 14th ko aap kay ghar par chand-Nee ki load shading hogi :-p
kanjoos logs hoonh :-p
Re: pata nahi !
^ hum nay UPS lagwa lia hay snooty ..
kanjoos nahi kifyat shuaar
Re: pata nahi !
^ hum nay UPS lagwa lia hay snooty ..
kanjoos nahi kifyat shuaar
dunnia ka koi kanjoos apnay aap ko kanjoos nahi kehta, wo kifaat-shuwaar hi kehta hay :-p
UPS ki kia zaroorat thi? gali main KESC ka ligh ka khamba nai hay kia ? :-p
Re: pata nahi !
^ hum kunda chor nahi hain ..zim-e-daar baanshiday hain apnay mulk kay saray kam jaaiz tareeqay say kertay hain ...namaqool insaan
Re: pata nahi !
itna arsa ghaib rehne ka nateeja hai ghooring
p.s : welcome back ![]()
Re: pata nahi !
khisiani billi khamba nochay… seedha seedha q nahi kehteen kay kunday tak hath nai pohanchta ![]()
Hello BB, kasi hain ? ![]()
Re: pata nahi !
BB> bohat qareeb ho ker bhi koi faida nahi hota is ley door hona hee acha hay : )
ATA> ...khamba noch sakte hoon to hath bhi pohncha saktee hoon : P
Re: pata nahi !
BB> bohat qareeb ho ker bhi koi faida nahi hota is ley door hona hee acha hay : )
ATA> ...khamba noch sakte hoon to hath bhi pohncha saktee hoon : P
Qareeb honay say faida hota, aap kay sar ki jowin ... wahan transfer hojati hain :-p
Khambay and kunday main koi farq to hoga na :s
khambay ki taangain zameen tak pohanchti hain, lekin kunday ki nahi :-D
Re: pata nahi !
^ main ganje hoon ..joain kia kerain gee .mere sir per
app kunda chor hon gay tubhe itna pata hay ..mujhay kia pata us ki kitne tangain or hath hain
Re: pata nahi !
^ main ganje hoon ..joain kia kerain gee .mere sir per
app kunda chor hon gay tubhe itna pata hay ..mujhay kia pata us ki kitne tangain or hath hain
Ganji hain... hyy ... kitna maza aata hoga na moonh dhonay kay baad moonh pochtay raho...pochtay raho, moonh hi khatam nahi hota...
mujhay kunday ki kiaa zaroorat, meri to chaand ki chandnee say dosti hay :$
Re: pata nahi !
^ ,main moun nahi dhotee ..nazar lug jatee hay phir
chandni baygum say fridge punkha iron washing mashine bhi chala laytay hain app ?
Re: pata nahi !
^ ,main moun nahi dhotee ..nazar lug jatee hay phir
chandni baygum say fridge punkha iron washing mashine bhi chala laytay hain app ?
Haan moonh dhona bhi nahi, warna paani ganda hojaiga, and pipe lines bhi choke hojaingi :s
ahem...
:$:$:$
Re: pata nahi !
^
lolzzzz.......itnee kanjosee achee nahi werna woh din door nahi jub chandni bhi sooraj kay sath go went gone ho jayee :P
Re: pata nahi !
^ lolzzzz.......itnee kanjosee achee nahi werna woh din door nahi jub chandni bhi sooraj kay sath go went gone ho jayee :P
sooraj ki to aik kiran bhi nahi parhnay daita unn par main :$
sooraj aur chaand kabi nahi mil saktay, unn kay naseeb main hamesha ki judai lih di gai hay... wo lkhaon salon say aik doosray ko dhoontay phir rahay hain, lekin kabhi bhi mil nahi sakay... na mil sakaingay... main hoon raqeeb-e-roo-surh-o-sufaid :$:$
Re: pata nahi !
zalim samaaj
..kabhi do dil jo mil jaatay bigerta kia zamanay ka
Re: pata nahi !
Raat ki jagah din aur din ki jagah raat hojaata aur aap kehti hain kay bigarta kia zamanay ka :S
Re: pata nahi !
^ bhyee dil per kissi ka zor nahi ..app apni physics apnay paas rakhain snooty