Re: pata nahi !
^ lolzzzz.......itnee kanjosee achee nahi werna woh din door nahi jub chandni bhi sooraj kay sath go went gone ho jayee :P
sooraj ki to aik kiran bhi nahi parhnay daita unn par main :$
sooraj aur chaand kabi nahi mil saktay, unn kay naseeb main hamesha ki judai lih di gai hay... wo lkhaon salon say aik doosray ko dhoontay phir rahay hain, lekin kabhi bhi mil nahi sakay... na mil sakaingay... main hoon raqeeb-e-roo-surh-o-sufaid :$:$