Re: PARTY
mashallah main to phir qadardano k beech a gai ![]()
Re: PARTY
mashallah main to phir qadardano k beech a gai ![]()
Re: PARTY
![]()
![]()
Re: PARTY
bus yaho sochoo aur khush hoti raho :cobra:
Re: PARTY
Tay hor ki ![]()
Allah nazar e badd say bachaye
aap nay chalna hai drive pay? ![]()
Re: PARTY
haaaw chal k jana hai ![]()
Re: PARTY
Aap nay nae, Sannan nay na sirf chalna blkay dorrna hai dhakkay lagatay hue jb slope aa jaye gi ![]()
main aap ko front seat pay bitha ker Atta Ullah k songs sunwaon gi ![]()
Re: PARTY
Seedhi tarah kahon apnay ronnay key awaz sunao gi
Attaullah ko bud naam mar karo ![]()
mein koi naheen aa raha hoon ![]()
Re: PARTY
Dosron ki baaton main he dhiyaan laga ker rakha kero
yeh baat main nay Shazia paen k kaan main ki thee ![]()
Tmhain aana parray ga, main nay car sair kernay k liye li hai ghar main kharri kernay k liye nahin ![]()
Re: PARTY
Mujhay kaana phoosi sunnanay mein buhat maza aata hay ![]()
naheen aaon ga mein
tum khud dhaka laga laina ![]()
Re: PARTY
Chalo ye tou meta khana peena ho gya, baQiyon kai leye kya bandobast kya hai? ![]()
Re: PARTY
aap k liaye tu andoon aor tamator ka bandobast hay ![]()
Re: PARTY
Woh bhi mairay jaisay
…yaaani ganday munday ![]()
Re: PARTY
yeh kitni buri baat hai
Uncle meray paas Eno nae hai aap k liye ![]()
Baqi ayen tou main aur serve kervati hun…soch rahe hun menu bhe thorra change ker loon ![]()
KYun kya inhain anday ka halwa aur tomato ketchup acha lagta hai? ![]()
itni sachchai ![]()
Re: PARTY
Haq-o-Sachai aur Sharafat ka Paikar Sannan Ahmad ![]()
Re: PARTY
![]()
ni in ko dour dour se anday aor tamator khane zaida pasand hain ![]()
Re: PARTY
i want ghulab jamun .. ![]()
Re: PARTY
SA PCC ![]()
Aur abhe chothee shadi kernay k bhe khawahishmand hain ![]()
Re: PARTY
Gulab Singh is here with Jaman ![]()
Re: PARTY
.. gulab singh
Re: PARTY
![]()