mera khiyal hai ke main apna mehndi se bhara hooa haath aap ke munh pe raseed kar deti hoon.. nihayat khushgawar print choray ga :D
abhi ramzaan kee saa'ataiN khatam naheeN hueeN... iss naik kaam kee daawat-o-tableegh kaa sawaab ziadah millay gaa... iss kaar-e-khair maiN sub ko shaamiL karwa kar shukriye kaa moqa daiN.