tension keyon letey ho, agar musalmaan ek din hi chaand nazar aa bhi jaye (moujzana tour per) our Eid ek din mana laingey tu phir bhi inho ne koi chaand pe tu pohanch nahi jaana wo tu china hi sab se pehley pohanchey ga inshallah :k:
Aap khamkha musalmano ki tension na lain
Musalmano ne tu wohi apna traditional kaam hi karna hai… jab china ka astrounot chaand pe pehla qadam rakhey ga tu musalmano ne mash’hoor kar dena hai ke
" Li chin poo jab chaand per pohancha tu usko door se Azaan ki awaz ayee , wo azan ki awaz sun kar itna impress howa ke jab turkey ke visit pe gaya tu usney azan ki awaz dobara suni our wo musalmaan ho gaya "
mera khiyal hai ke main apna mehndi se bhara hooa haath aap ke munh pe raseed kar deti hoon.. nihayat khushgawar print choray ga :D
abhi ramzaan kee saa'ataiN khatam naheeN hueeN... iss naik kaam kee daawat-o-tableegh kaa sawaab ziadah millay gaa... iss kaar-e-khair maiN sub ko shaamiL karwa kar shukriye kaa moqa daiN.