Re: Pakistan main Eid ka Chaand nazar…
yaar asif 2000 model walye bhai!
tension keyon letey ho, agar musalmaan ek din hi chaand nazar aa bhi jaye (moujzana tour per) our Eid ek din mana laingey tu phir bhi inho ne koi chaand pe tu pohanch nahi jaana
wo tu china hi sab se pehley pohanchey ga inshallah :k:
Aap khamkha musalmano ki tension na lain ![]()
Musalmano ne tu wohi apna traditional kaam hi karna hai… jab china ka astrounot chaand pe pehla qadam rakhey ga tu musalmano ne mash’hoor kar dena hai ke
" Li chin poo jab chaand per pohancha tu usko door se Azaan ki awaz ayee , wo azan ki awaz sun kar itna impress howa ke jab turkey ke visit pe gaya tu usney azan ki awaz dobara suni our wo musalmaan ho gaya "
![]()