Pak shari.......for Ramesha

ok you complained we heard
here it is only pak songs are allowed

me will go first

aay hawaoon gawa rehna
aay fazaoon gawa rehna
do diloo nay zindagi bhar
saath rehnay ki kasam khai hay

:):):slight_smile:

hmm here is another one

hum tum hoon gay
badal ho ga
ras main sara jungle ho ga
hum tum.......
:)

Zaberdast Nadia :)

Zindagi mein to sabhi pyaar kiya kerte haiN
MeiN to mar ker bhi meri jaan tumheiN chaahooN ga

Tu meil hai to yeh ehsaas hua hai mujh ko
ke meri umer muhabat ke liye thoRi hai
ik zara gham-e-doraN ka haq hai jis per
meiN ne woh saans bhi tere hi liye rakh choRi hai
tujh pe ho jaooN ga qurban tujhe chahoon ga
main to mer ke bhi meri jaaN tujhe chahooN ga

Zindagi meiN......

Btw. Punjabj song ki ijazat hai???

Wah wah nadia ji kya baat hay!

saba ijazat hay :)

so it was aa right
here goes

aray dinwa dinwa main ginoo

aray dinwa dinwa main ginoo
kab aain gay sanwarya hoo
dinwa dinwa main ginoo
aain gay sanwarya ho kab
aain gay sawnarya ho
dinwa dinwa main ginoo
:)

Arrreyyyyy yeh Pak-Antak... hai Oooooooopsss mujhe andaza hi nahiN tha - khair O na

Ahem..
O jaane wale reeeeeee
thehro zara ruk jaaoooooo
paaas aaaoooooo

Next A or O hai na :)

oooops main to stuck ho gai kher cheating ho jai

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

meray dil kay taar
bajay bar bar
howa tum say pyar aa ja
rahoon bakarar
karoon intezaar
gai nain haar aa ja

ah so cute :slight_smile:

Waahh Ye hoi na baat Nadia

There it goes.....

JAGI JAGI RE
JAGI JAGI RE

NAIN MILAY TO YAI HALAT HAI
CHOO KAR MAR HI NAA JAAAYON

JAGI JAGI RE........

oye Nadia,

the last song was from "shabnam" or some similar hindi movie! And you conned poor pak junooni into a "wah wah"! ;)

Btw, anyone knows any sindhi songs? One of my classmates was sindhi and used to sing some cool sindhi songs.

Zooks achaaaaaaaaa
i heard it on FM100

yeah all pak songs in any language are ijazat

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

ooo my turn again

Humari sansoon main aaj tak wo
Hinna ki khushboo mehak rahi hay
laboon par naghmay machal rahay hain
agay nahi ata

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

Nadia age
Nazar se masti chalak rahi hai ;)

ab mera suno

Ab ke bar poonam mein
jab tu aae gi milne
ham se soch rakha hai
raat yooN bitaeiN ge

dhaRkanein bicha deiN ge
shokh tere qadmooN meiN
ham nigahoon se teri
aarti utareiN ge

:)Saba

[This message has been edited by sabah (edited October 15, 1999).]

rim jim rim jim para phuar..
tere mera rishta kia..

dil.dilseee...dil to akhir dil hai na

ouch that was so romantic sabah :slight_smile:

dilse i think its goes this way
rimjhim rimjhim paray phoaar
thera mera ekta pyar

meri bari

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

tha yaqeen kay aain gi yeah rataan kabhi
tum say howaain gi
tum say howain gi
mulakataan kabhi
tha yaqeen kay aain gi yeah rataan kabhi

Nadia its nit ka pyaar :)and yeah that was a zaberdast song, lekin us moto singer (name yaad nahiN)ne is ka satyanaas ker diya, jab mere behnoi gate haiN tab ziyadah acha lagta hai :)

Humm meri bari.....punjabi gaooN Humaira Arshad ka hai...its too gooooooddddd

ChoRi kachi ChoRi kachi
weRe de wich nach di nach di nach di
ke gut chume giteyaaN noo

Ae jawani meri ae jawani meri
meNRiyaaN tooN bach di bach di bach di
ke gut chume giteyaaN nooN

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

cute

meri bari

hmmm

patang baaz sajna say
patang baaz balma say
ankhoon ankhoon main ulghi dor
laga paicha to mach gai shor

kay dil howa wo kata
kay dil howa wo kata

apnay saajan kay dil main samaoon
dil yeah chahay patang ban jaaoon
mugh pay dalay mohabat kay dor
laga paicha to mach gia shorrrrrrrr

kay dil howa wo kata
kay dil howa wo kata

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

Coolest song ever by VITAL SIGNS

Aitebar bhi aa hi jaye ga
milo to sahi raasta koyee mil hi jaye ga
challo to sahi challo to sahi

Aitebar bhi aa hi jaye ga

sabah : NADIA :=> whooese song is this one
hum tum hoongay badal hoga
wajad main sara jungal hoga
and do you know site where i can find it please .

Shezi
It’s Raqs meiN sara jungle hoga and it’s Masood Malik’s, Link: http://ptvlive.simplenet.com/ghazals.html
:slight_smile:

Mujhe ‘a’ se kuch yaad nahiN aa raha, oh well
Noor jehan’s
Aa bhi jaaaaa
Aa bhi jaaa
Lekin itna hi hai

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

So me aik aur new song post ker rahi hooN :slight_smile:


YooN nazar se nazar ham_kalaam hui
aaj ki shaam to tere naam hui
jaane kya ho gaya, mera dil kho gaya
baat tanhai ki sar-e-aam hui
mil ke aankheiN jhukeiN aur pyaar aa gaya
aik pal meiN muhe aitebaar aa gaya
kya kahoon kab se dil kitna bechaiN tha
teri qurbat mili to qarar aa gaya
Something something..
YooN nazar se nazar…

[This message has been edited by sabah (edited October 18, 1999).]

ohno nazrain kalam ho rahi hain ;)

here is one filmed on shabnam

chitti zara syaaan ji kay naam likh day
haal meray dil ka tamam likh day

[This message has been edited by nadia21 (edited October 18, 1999).]

That chithi song na, ali Haider ne phir se gaya hai - khasa cute

Jitna dil se bhulao ge mujh ko
jaan-e-mann yaad aao ga
tanha dekho ge jab bhi aaina
saamne maiN hi nazar aao ga

tum kisi ko bhi gar pookaro ge
naam hoNtoN pe mera aae ga
ajnabi sa lage ga tum ko yeh jahaN
koi mausam na tum ko bhae ga
maiN woh kajol nahiN hooN aankhoN ka
ro paRo ge to nikal jaooN ga

:)