Pak shari.......for Ramesha

Nadia: an interesting post :)

Here is my all time favorite song by Ahmad Rushdi

AA abrre karam, Aj ittna barras
Itnna barras kh wo ja na sakeen
Ghar aya hi ik mehmann haseen
Dar hai kh chala na jaye khaheen
hum unkee nazz uthaa na sakeen
AA abree karammmmmmmm.........

menu ik pal chen na aawe
menu ik pal chen na aawe sajna tere bina

dil kamle dub dub jawe
sajna tere bina :))

nadia21 , sabah ,dilse , now i know u all r here :).
salaamz to all. take care :)

s*m*i*l*e*****

[This message has been edited by komal (edited October 18, 1999).]

[This message has been edited by komal (edited October 18, 1999).]

Allahhoo AllahHoo AllahHoo
Allahhoo AllahHoo AllahHoo

ye Zamin jab na thi ye jahan jab na tha
chand sooraj na thay Aasmman jab na tha...

Tha magar too hi too
Allahhoo AllahHoo AllahHoo


PakJunooni ka Nara :) Pak Hamara Tumhara

I am sure y'all know this one.

chupke chupke raat din ansoo bahaana yaad hey
hum ko ab thak ashikee ka woh zamaana yaad hey

do-peher ki dhoop mein merey bulaaney key liyee
woh thera kothey peh nangey p'aoon ana yaad hey

Does anyone know the 'aahista aahista' song?
I think it goes something like this..

chalein tho kat hi jaaey ga safar aahista aahista

I can't remember the rest...

purple
Cool song :)

Komal W’Salaam
Of course we’re here…aur kahan jana tha :)

PakJunooni
Zaberdast……Wah

Shahzore
Of course we know that song, and about that other song…hmmm yaad nahiN, sorry :)

Meri bari….ahem

Itni bahareiN beet chuki haiN
tere milan ki aas lagae’eeeeee
tujh ko na paa ke roe baaNsooriya
pat_jhaR si her rut ho jae’eeeeee

nadiya ki lehreiN, paiRooN ke saaee
tujh bin na bhae geet hamare eeeee
Saawan aae, Saawan jae
tujh ko pookareiN geet hamare eeeeeeeee

btw. Kisi ne Waris Baig ka song suna hai, jis meiN he says something like this:
Tere saamne bae ke ronRa
dukh naiyooN dasNRa
mera dil something something
:)

oyehoway
cool ppl this brings back memories

acha hmmmmmmmmmmmm

teray ishq main jo bhi doob gia
usay dunyan ki lehroon say darna kya
teray ishq main jo bhi
allah allah kar bhaya
allah say hi dar bhaya
humma humm chal bhi chal
dhinak dhinak naach bhaya

gharaeoon mani jitna bhi jaaon
tuj ko paas main utna hi paaon
jisay darya ka paaani
lay doob gia
usay dunya ki lehraoon say darna kya
teray ishq main .....

thanx sabah
:) ;)

MaiN bhi maiN bhi....

Sona na chandi na koi mehel jaan_e_mann
tujh ko maiN de sakoon ga

phir bhi yeh wa'da hai tujh se
tu jo kare pyaar mujh se
chota sa ghar tujh ko dooN ga
sukh dukh ka saathi banooN ga

Shezi
:)

Hmmmm....mujh maloom hi nahiN tha ke mujhe itne ziyadah Pak songs aate haiN :)

[This message has been edited by sabah (edited October 19, 1999).]

does anyone have lyrics of 'dil ka diya jalaya' of noor jehan

Hey this is a ZABARdast idea! PAK songs only! Zindabad (btw, is there such words as ZERdast and PESHdast as well? ;) :))

...Noor Jahaan ka aik geet...

Mujhe se pehli si mohabbat mere mehboob na maang....[you know the rest of Faiz's nazm]

....

Another Noor Jahan song--is daffah Punjabi mein

SaanooN nehr waalay pul tay bulaa kay
SaanooN nehr waalay pul tay bulaa kay
Tay chan-Mahi kithay reh gaya?

... :)

hmmmmmm..sorry jee mujhe aik dam sa patriotism aur hubb-e-watani ka dawra paR gya hai to kuchh aur pakistani gaane like raha hoon...!!!

Ali Haidar ka aik geet yaad aaya hai...

Baarish ka hai mawsam
Baarish ka hai mawsam
Chale Thandee hawa
Maine aik larki ko dekha
kornay mein thi khaRee (?)
main ne kaar rokee
uss ne kaha 'nahin, shukriya..' (???)

Baarish ka hai mawsam chale Thandee hawa...

Phir main aik party mein gya....

lala laaa lalala la la la la la la.....

great song!

PAKISTAN ZINDABAD!

This is getting awesome :)

Ayee ho abhi bahtoo tu sahee
Jane ki bateen janee do
ji bhir kh tumheen mai dekh tu luun
Dil qabu mai ani duu
Dil ko gawah bana kar hum
piyar ki qasmain kha batee
kess liyee phir ye dooori hai
...............
opppsss I forgot the rest !
by noor jahan

Asif bhaiiiiii
Kithi si...waise aap jaisa sust insaan is duniya meiN koi doosra milna mushil hai :)
Btw yeh dawre shadi se pehle bhi paRte tha ya....

Chalo jee aaj ka last song meri taraf se bhi sun leiN....ahem ahem....

Is rang ke kapRe na pehna ker
yeh rang meri kamzoori hai

Is sheher meiN tujh sa koi nahiN
mere jaise log bohut honge
apnaaya hai phir bhi tu ne mujhe
shayed yeh khuda ki marzi hai

Is rang ke kapRe na...

Yeh mehfil tere jaane se
sooni sooni ho jae gi
inkar na ker, kuch deir theher
kis baat ki tujh ko jaldi hai
dekhooN jo tujhe to ankhoon meiN
khushboo si mehekne lagti hai

Is rang ke kapRe.......

:)Saba

hmmmm…Sabah ji—yeh kis ka gaana hai?!

Nice one Purpleji… :slight_smile:

This is a GREAT song by NOOR JAHAAN…but mujhe tumaam gaana yaad nahin aata hai…pehli line kuchh aisee hai…

Meri zindagi hai naghma…someone complete :slight_smile:

(Dawray to hamesha paRte hain sabah …

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

coup kay baad zara zyaadah hi paRne laggay hain !!! :))

I just know two lines of that song:
meri zindagi hai naghma
meri zindagi fasana
mai saada-e-zindagi hoon
mujhe dhoondh le zamana

And here is another one by Ahmad Rusdi:
Jane tamana kath hai tumhara
piyar bhara afsana
dil lee loo nazraana
jane tamana..

Tehra hai sama
Hum tum hai jahan
Aankhon se kahO,aanKhon se suno
Dharken se kahO, khamoosh rahai
Duniya seh kahO, aawaaz na de

Tehra hai sama

Dekha jab se tum hai
PuRai huWye geet mehRai

ChahOOn yuhin tum hai
Sham-o-sahar geet mehRai

Din shab meh dhalai
Shab din meh dhalai
Sawaan bharsai
Sudiya guzeri
AankhOn meh sadaa
Yeh haath rahai
Duniya se kahO aawaaz nAh de

Duniya raHai nAh raHai
Khatam nah ho, pyar kabhi
AaOo aasai mile
Mil kar judah ho nAh kabhi

Tehra hai sama
Hum tum hai jahan
Ghoom soom hai nazer
Khamoosh hai zuban
Mein mein nAh raha
Tum tum nah rahai
Duniya se kahO aawaaz nAh de

aawaaz nAh de...

hi, khurrams, long time no see :)
wellcome !

ye,,, ummm my fav

ye sham phir nahi aae gi
kuch na kaha to , kuch na suna to
yunhi dhal jae gi
ye shaam,,,,,,,

i think its enough . :)
s*m*i*l*e*****

komal,
Was away two weeks on a business trip/holiday, ended up spending another week trying to catch up at work.
This topic wasn't here before, nice to see Pakistani songs being posted!

Anyways, here's another one:
Aag lagah kar chup ne wale
Soon mera afasana
Mein geetOn meh tujhe pukarOn
Logh kahai deewana

Aag lagah kar chup ne wale

BahTai hai yu nazerai jooKa aye
Ban kar behganai seh
Jasai nahin hain kohi rishta
Ab is deewana se

Shama ager shola nah bharsi
Kyon jhaltha parwana

Aag lagah kar chup ne wale
Soon mera afasana
Mein geetOn meh tujhe pukarOn
Logh kahai deewana

Aag lagah kar chupne wale

O zaalim paather ke sanam mera
Pyar mujhe lutah de
Is bhari mehfil meh mujh ko
Tu chaHai tho tookRa de

Tujh ko tere mahal mubarik
Mujh ko mera weerana

Aag lagah kar chup ne wale
Soon mera afasana
Mein geetOn meh tujhe pukarOn
Logh kahai deewana

Aag lagah kar chupne wale

Soon mera afasana
afasana...

Rameesha u r not posting any song.

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif