pahchaaniye to sahii-1

Re: pahchaaniye to sahii-1

thanks
aab app nay eik paan wali iceream aur eik badami khani hay meray hisay ki.....and tAp that with 6 kabab and adha naan.

Re: pahchaaniye to sahii-1

Mashallah
tau dusri shadi main koi rukawat ho gi

Re: pahchaaniye to sahii-1

Internet, TV aur khaanay kay ba’ad, paRhnay ka waqt nishtaa. :bummer:

Re: pahchaaniye to sahii-1

qeeme wale naan nahin bate aaj Lahore main?

Re: pahchaaniye to sahii-1

Okay biraadar. Done. :)

Re: pahchaaniye to sahii-1

aab tau qeema naan sarkari khoraak hoo gi punjab ki.
aaj saay lahoe main sirf jhotay waday bat`ain gai.

Re: pahchaaniye to sahii-1

Pehlay public main mas'alaa bayaan karain, phir sochain gay. :)

Re: pahchaaniye to sahii-1

Aamil Junaid Bengali se rujoo karen phir

Re: pahchaaniye to sahii-1

^^But i heard baba boota sava dou lakhnawi is better then anyone else.

Re: pahchaaniye to sahii-1

Immigration ka maslaa ho, Kaam main rukaawaT ho, saas bahu ka jhagRa ho, aulaad ka na hona, shauhar ko raah-e-raast par laana ho, aulaad na-farmaan ho.

Har maslay ka toR in kay paas hai. Shartiyaa gaarentee kai saath.

Kaam na honay ki soorat main hadyiaa waapas.

Aaj hi kaal karain: 1-800-WHAT-A-FOOL.

Re: pahchaaniye to sahii-1

4 page hoo gaye… paheli gawach gaye chavloon main:smack:
lol

Re: pahchaaniye to sahii-1

paheli to kab ki bojh li gai

Re: pahchaaniye to sahii-1

Pahaili ko kab ki hal ho chuki.

Ab to sirf chavlon ka waqt hai. (The thread is now in chaval-phase).

Next chaval, please. :chai:

Re: pahchaaniye to sahii-1

mujhay jawab nahen dasya :emmy:
main abhee bhee us ko chandi kay warqy main lapaita loban samjhta raha…

Re: pahchaaniye to sahii-1

Yehi jawaab hai. Shahi giloriyaan, chaandi kay warq main lipti hui. Read previous pages.

Loban kiya hoata hai ?

Re: pahchaaniye to sahii-1

lagtaa hai paan meN kuchh shaadii kii Khaasiyat hai...maiN bhii 2-4 paan khaa hii luuN kia? :D

Re: pahchaaniye to sahii-1

Jawab to post number 18 main hogaya tha.. ab Paan ki shaan main chawalen iss maqaam tak le aai hain

Re: pahchaaniye to sahii-1

ye tu meetha hoga

sahi paan tu …peeli pati aur raja jani hota hai :smokin:

ya phir…Guru najma 600

Re: pahchaaniye to sahii-1

Guru Najma? ye koi khusra hai?

Re: pahchaaniye to sahii-1

:mash: aap ne to isko aise rutta hai, Jiase Alam Lohar ne Heer Waris Shah azbar ki hui thi