Aaj kay muqaddass din, Hazrat-e-Aamir Liaaquat Hussain tamaam din aur shaam Geo TV par bara-jamaan hon gay aur ibaadat main aap sab ki madad farmaayein gay.
Faiz-yaab hona na bhooliyai gaa. Daalda banaas-pati aaayel kay ta'aawun sai.

lols..... TV per naye design ke kurton ki publicity se behtar band koi kitaab hi padh le
everyone here mujhe apni duaon me please please yaad rakhein duaon ki bahot zarurat hai...
thank you
jazakallah
Ameen. May Allah je app ki mushkilat ko asaam farmain.
shadi ka faisla tau nahen karr liya?
ya
zabardasti shadi ki date fix karr di gaye hai?
hope its nothing serious :)