Koyal
1
pahlay kaha na tha k chaa’ha na kar mujhay
ab ghar k aa’inay se tu poocha na kar mujhay
kab taak bun’ey gha zehaN maiN lufzooN k daa’eray
maiN masla nahi tu yuuN soocha na kar mujhay
saa’ey gali maiN jaa’gtey rehtey haiN raat bhar
tanhaa’eyoN ki oo’at se jhanka na kar mujhay
phelay ghi teray haath ki khushboo bhi us k saath
pagal hawaa k doo’sh per likha na kar mujhay
aisa na ho k tuj se bichar jaa’ooN aiy saleem
tanha kisi muqaam per chora na kar mujhay
Re: pagal hawaa k doo’sh per likha na kar mujhay
Beautifulll.. :k:
Re: pagal hawaa k doo'sh per likha na kar mujhay
nice ....................................
S.786
5
Re: pagal hawaa k doo'sh per likha na kar mujhay
waaaah ko ko
Re: pagal hawaa k doo’sh per likha na kar mujhay
nice :k:
muncho
7
Re: pagal hawaa k doo'sh per likha na kar mujhay
gud one
Aryaan
8
Re: pagal hawaa k doo’sh per likha na kar mujhay
Bohat khoob Koyal..:k:
Koyal
10
gud one
thanks mancho shanchoo :)
Re: pagal hawaa k doo’sh per likha na kar mujhay
hmmmm 
Re: pagal hawaa k doo'sh per likha na kar mujhay
nice