Outdated / Out of Fashion names

Re: Outdated / Out of Fashion names

yeah…the root Faarsii word is aaraastan = saNwaarnaa..isii se alfaaz bane haiN aaraasta, aaraa’ish, aaraa
**
jahaaN aaraa = dunyaa saNwaarne waalaa/waali**

in alfaaz se dusre alfaaz banaane kaa ek tareeqa hai jo nihaayat aasaan hai.