Asalam-o-Alaikum Khawateen -o- Hazraat
… iss thread ka point yeh hai ke aap sab jab bhi yahan ayein to bohut hi zayda tameez wali urdu boliein :)… aap sab k meezaaj kesay hien? umeed kerti hoon theek hon gey.. hum bhi bilkul theek hein shuker alhumdulilah
Re: Only 4 Shareef ppl
kia iss thread main english yaan arabic bolane ki ijazat hai..............?
Re: Only 4 Shareef ppl
kion ? kia hone wala hai?
NAHI ap ko mehaz Urdu bolnay ki ijazat hai.
GS pe Inkalaab anay wala hai
Re: Only 4 Shareef ppl
jee..bilkul...hum urdu main he bolain gain......
Mirch
August 20, 2008, 2:19pm
7
Re: Only 4 Shareef ppl
Amaara Urdu boot kharab a , um teek say Urdu nai likh sakta a , magar try kara ga. goo goo gaa gaa.
Re: Only 4 Shareef ppl
jahan shurufaa ka zikar ho aur hum na aaiyen yeh kaisay mumkin hai
Re: Only 4 Shareef ppl
har cheez mumkin hai.............lekin kahan???
Re: Only 4 Shareef ppl
walekum as salam ........
tamam khwateen o hazraat kee khidmat mein yeh guzarish arz hai key ......
Re: Only 4 Shareef ppl
khamooshi ikhtayaar karain.......aur.............
khudara koi to kuch bolay ... is kadar khamoshi?
Mirch
August 20, 2008, 2:45pm
13
Re: Only 4 Shareef ppl
sharafat ka pakrain damun jo mun bhur ka hay.
Re: Only 4 Shareef ppl
kia? humain samajh nahi aai?
Re: Only 4 Shareef ppl
Jeez, I can’t understand a single post in this thread
Re: Only 4 Shareef ppl
ye kon se zaban main aap kalam kar rahi hain..?
sweetu
August 20, 2008, 2:48pm
17
Re: Only 4 Shareef ppl
Tho humne kab kaha tha k hum badmaash hain?
Re: Only 4 Shareef ppl
main ne andaaz ka nahi zaban ka poocha tha......
Kiya ap humaray Pakistan se taaluk rakhti hain?
Re: Only 4 Shareef ppl
Asalam mere pyare behan bhaiyon kaise hain aab sab? Umeed kerti hoon keh aap sab bemar nahin hongai kiu ke aab hum aa gai hain