Only 4 Shareef ppl

Re: Only 4 Shareef ppl

Elegancen Ap Khatoon Ho, Hamrii BadQismatii Hum Ap ka Shumar Hamaishan sey Murd Hazrat Main kertey Rahey. Tabhii tu Abbu key Baat pey Amal Pera raehy Aur Qalam Kee Koshish Bhee na Kee.

Wallah Moaf kee geyeGa

Babu Baqalam Khud

Re: Only 4 Shareef ppl

***tu iss main humari kia galati...........mama ki dua


:smack2: Meray Ism se ap ko ye mughaalta hona kay me HAZRAT hoon kaafi afsos ki baat hai :vivo:

Re: Only 4 Shareef ppl

Lekin is goona goo pabandi kay baaes KHadSha hai keh hazraat umooman aur KHawateen KHusoosan is DHaagay main apnay apnay khayalaat ka izhaar kernay say guraiz aur ehteraaz karain.

Re: Only 4 Shareef ppl

Mizaaj Bakhair aur app k liay bhi dua go hain . . . :)

Urdu ki tarweej k liay aap nain jo lari sajai hay uss k liay ham say daad wasool keeji'aiy aur ummed kertay hain k tamam ahbaab iss silsilay ko jaari rekhnain main bharpoor sath nibha'ain gay . . .:)

Re: Only 4 Shareef ppl

jee shayed......

Sab ghalti hi aapki hai :barbie:

Wesey sirf yaheee na tha jis ney hamain Mughltey main Rakha
Khwateen main elegance kee kamii bhee tu roz-e-roshan kee terha Aeyan hey.

Hain na Jii

Re: Only 4 Shareef ppl

aab hum ne kia kia.....? mama ki dua

Re: Only 4 Shareef ppl

Kuch nahin main to waise hi tang ker rahi hoon :cb:

Re: Only 4 Shareef ppl

tu main bhi tu tang kar raha tha.............!!!!!!!

Re: Only 4 Shareef ppl

:yawn:

Re: Only 4 Shareef ppl

^ yahan pe Jamayian laina mumnu hai

Re: Only 4 Shareef ppl

tu phir shurte ko bolaaenn.......

Re: Only 4 Shareef ppl

ap se muraad Hawaldaar ko bulaon?

Re: Only 4 Shareef ppl

nahi hawaldaar ka head........

Re: Only 4 Shareef ppl

acha phir Thanadaar ki baat kar rahay hon ge

Re: Only 4 Shareef ppl

haan shayed

Re: Only 4 Shareef ppl

Khamosh ho jayain sab :snooty:

Re: Only 4 Shareef ppl

kion,aap kuch bolane lagi hain?