one shair 4 loved one

write a shair for ur loved one

Mai chup raha tou aur bhi ghlat fehmiyan barhi
Woh bhi suna hai us nay jo mai nay kaha nahi

Wah :flower1:

thanx 4 liking
but where is the shair

veryy nice.. :k:

*kaash us ko kabhii maloom na ho ~Adam~
wo hamien zindagii se bhee pyaara hai *

niceeeeee :k:

Nice1 m kamal.:flower2:

Ghubaar ho ke bikhar jaun ga teri khaatir
Teri judaai mujhe rah-guzar mein rakhe gi

bahot khoob…:flower2:

Aaj dhadkan ke geet mein sur hai na saaz hai
tum kya gaye dil se, dil humse naaraz hai

reet
Aryaan
ghazal kisi ke
&
HeArT HaCKeR

:flower1: :flower1: :flower1: :flower1:

thanx friends 4 shairing so nice shair

beautiful :k:

*

Apni Zaat ke mehwar mein tujhey Zum kar loon
Ibaadaton mein tera Ishq bhi raqam kar loon
Terey Ashkon se ho agar “Wazoo” na-mumkin
Mein terey Jissm Ki Matti se “Tayamum” kar loon

:blush:

wow buhut khoob chand_chehra

na ja masjid na kar sijday wazoo ke tor dai koozay
sharabe ishq pita ja yahi teri ibadat hay

nice shairs
:k:

thanx 4 liking

Prince Ali

Tehra hay ik wohi lamha meri zeest ka hasil
jo lamha teri yaad say mansoob howa hay...

:flower2: very nice :flower1:

thanx Dynamic fire

silsile tor gaya woh sabi jate jate
warna itne tu marasim the ke ate jate

shikwa zulmat shab se tu kahein bater tha
apne hisse ki kohi shaama jalatey jaata..

kitna assan tha taire hijar mmain marna jana
phir bhi aik umar lagi jaan se jate jate....

os ki wah jane os ke paas wafa tha ya na tha
tum faraz appni taraf se tu nibhate jate...

Nice and interesting stuff ... :k:

Muddat huwi ek zamaana huwa
Ek dast-e-shanaas rah-e-zindagi mein mila thaa mujhe
Mera haath ekh kar
Rashk se meri taraf us ka dekhna
Yaad hai mujh ko
Buland-e-kismat ki lakeerain
Itmenaan-e-qalb
aur is se barh kar
Muhabbatoon ka aik hasaar nazar aaya thaa us ko
Dil-e-beqaraar ko ek qaraar aa gaya thaa jaisay
Doobti kashti ko kinara nazar aagaya thaa jaisay
Dhundhli manzil ka nishaan nazar aagaya thaa jaisay
Maloom na thaa yeh sab aarzi hain nishaneyaan
Madham hoween aur phir kuch bhi tu na thaa
Wohi andheray, wohi beqaraareyaan
Ay kaash ke us dast-e-shaan se phir kaheen mulakaat ho
Itna tu bataaye mujh ko
Haath mera dekha thaa
Aur
Aks-e-yaar nazar aaya thaa usay kaise …


wah arif bhai hamisha ki tarah aik owr behtarin khayal

to badalta hay to bay sakhta meri aanken
merey haton ki lakeeron say ulaj jati hain

Thanks Kamal ...


Udaas dil ki meri tanhaeyaan hain
Milti nahe apni bhi parchaeyaan hain
Kaise kahoon mein tujh ko ay dost
Apnoo se bhi hoti ruswaeyaan hain
Nasehatton ke Khuda yahaan bastay hain
Zamanay mein 'dost' kis ko kahaan miltay hain
Kehtay hain choro shair o shaeri ki baatain
Yeh jo dil ke armaan hain bahut sastay hain ...


buhut khoob

Un ki yaad, un ki tamanna, un ka gham
kat rahi hai zindagi aaram se