nice asharz :flower:
shaam se un ke tasavvur kaa nashaa thaa itanaa
niind aa_ii hai to aa.Nkho.n ne buraa maanaa hai
nice asharz :flower:
shaam se un ke tasavvur kaa nashaa thaa itanaa
niind aa_ii hai to aa.Nkho.n ne buraa maanaa hai
wah nazi g Buhut Khoob
na jana tha na aayeengay to kion jane dia unko
yahi a dagh pachtawa mujay aata hay reh reh ke
Kehtay hain ke mil jaati hai, har cheez Dua sey
Aik roz Tumhein maang ke dekhain gey Khuda sey
sub kuch khuda say mang lia tuj ko mang kar
ut-they nahi hay hath mere is dugha ke baad
Alif
nice
Is dil ke dhaDakne ka kuch to sabab hai aakhir
yaa dard ne karwat li ya tum ne idhar dekha
alif
nice shers…![]()
aaj saare shehar mein yeh ealaan ho gaya
ik shakhas meri zaat ki pehchaan ho gaya
Ander lagi thi Aag magar be-khabar thay Log
Jultey huey Makaan ke bahar Dhooaan na Tha