** Tobah! hai sab mujh nunhee see jaan par zulm kartay hain, jab bhi humaray haan Meethai aati hai tou meray hissay main munni si barfi hotee hai sab ek din main chutt kar jaatay hain
meri nazrain gulab jamun par hotee hain, magar woh meray hissay main nahi aata ![]()
meetha khaanay wali par itna zulm
**
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
aww.. meri danoo ![]()
yeh lo.. ““gulab jaman tumharay mounh main daling””
phir jaldee say wapis apnay mounh main daling.. and kha jaying
![]()
and speed main bhagging ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Dania : ![]()
nanni si barfi ..
wah kya bat hai … ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
phir tumharee pitayee ho gee.. jiss tarha pooriyoun ko patakh keh martay hain naa..
![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
CG bhaagay kyun? aur khilain na ![]()
DM tumhara hi phir faida hoga
soch lo
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
oho..
aur lo dano..
meray haathoun say khao. ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
maine kya kiya ![]()
Mera faisa kahan se aya dany ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
wah kya baat ki hai :k:
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
apnay haathi jaisay deemagh ko kasht do thora tou pata chal jai ga kah kya faida hoga ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Mere chotay se dhimag main haathi kaise ayega ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
jiss tarha fridge main aajata hai ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
tumhare fridge main haathi ajata hai ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
hathi kiya.. porra jungle bhi aajayay gaa. ![]()
dont u remember " how to put an elephant in the fridge in 4 steps>" :d
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
ohooooooooooooo woh wala fridge hai bahut porana hogaya hai ![]()
mere pass new wala hai ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
haathi aai ga nahi, tum khud ho na haathi tou deemagh bhi haathi ka hoga, insaan ko deemagh haathi main honay sey raha. ![]()
CG ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
tumne mughe kab dekh liya massi ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
jab tumhari Admin sey pitai ho rahee thee tou main nay dekh lia tha tum ko ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Mughe admin kyun marega ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
arghhhhhhhhh ![]()