Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
-------------x----------------
Aweee, Ghaaday nay halwai ki dookan kholi aur humay pata he nahi,![]()
abhi tak ‘Arna-purna’ ki mithai per guzara hai,![]()
Appnay ladoo aur chooaray mujhay bhi khilaoO ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
-------------x----------------
Aweee, Ghaaday nay halwai ki dookan kholi aur humay pata he nahi,![]()
abhi tak ‘Arna-purna’ ki mithai per guzara hai,![]()
Appnay ladoo aur chooaray mujhay bhi khilaoO ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
ahem ahem ![]()
yaha kia ho raha hay ![]()
chalo danoo jab mayri shadi hojayay gee na then i will give u the big gulab jaman’s ![]()
waysay if u come to canada then i will make gulab janam for ur myself… my mom says i make the best gulab jaman ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
------------x-----------------
Ahemm,![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
^ yah tum ko kio howa ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
^ papoooo so raha hay ![]()
pata hay tonight me going out with “woh” we going to the same place as u went ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
yaar dano… mere saath bhi aisa hota hai
jab main ghar par aata hon to saray gulab jamun khatum ho jatay hain or ladoo reh jatay hain
dats not fair ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
lolzz dina itna khaogi tou moti hojao gi ![]()
lolz jk MUAH sunshine..
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Dania mera bacha ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
-----------x--------------------------
Mai asmaan mai aag laga doun ga, duniya jala doun ga,
:k:
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
^ chalo teek hay atish bazi ka mujay bee bohat shoq hay :D
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Dania
mein aisa kerti hoon k yahan se tumhein mithai bhej deiti hoon.. merey ghar main bohat pari hovi hay aur koi khata bhi nahi hay ![]()
**DM ** mithai zayada khaney se koi halwai kaise bann jata hay? ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
Raindancetobah! Uncle pahlay aap khilain, chupkay sey shaadi bhi karli bataya bhi nahi hoonh
Attia gulab jamun tou ab main tumhari shaadi par hi khaoongee, bolo kab khila rahee ho? ![]()
shobi palay bachay, laddoo hi khaa lia karo ![]()
NiMMi shukar hai tum nay “TUM” kaha… moti tou main hogayee ab kahan sey aur hongee
Janwar bhaijaan kya haal hain?
Viva pari hoi kyun hai? tobah tobah khanay ki cheezain pari hoi hotee hain tumharay haan? ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
abay kya mere shadi hai kya .. kay laddo khaa loon :D
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
shoby… tumharee shadi ho gayee.. ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
rainy bhai... kon see mthayee pasand hai yaara.. special banwaounga babu makahani say :p
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
kya howa ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
woh kahtay hay na hum razi.. “woh” razi to kia karay ga qazi ![]()
Chalo dano ak sat shadi kartay hay…
yah choro nahi per maza nahi ayay ga.. chalo u marry first then after a week i will get marry too … aur dono honeymoon may ak sat jayay gay Attia sharma sharma kar boling aur “un” ko dayking ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
haaan app say ![]()
Re: Nunhee see Jaan Par Zulm
---------------x–x----------------
haha,babu makarani nai mithai ka kaam shuruh ker diay kia? ![]()
Nahi nahi,Mujhay to Bari Appa Dania kay haath ki mithai khaani hai,woh bhi , mooti choor kay ladooo wali,khoya mila kay,
:k:
meri shadi ho gaye ,meri shadi ho gaye, meri shadi ho gaye,
![]()
aur mujhay hee nahi bulaya,![]()