NS na-ihl again

Re: NS na-ihl again

army b corruption krti ha leken oosko roknay k leay qanoon lago kaun karay ga? Haramkhor politicians kyon army generals ko court main nahi lay kr jatay?
Kia tum ye kehna chahtay ho k army generals khud apnay aap ko adalat ma paish kren, oonkay khilaf mudaee b koe na ho, aur wo khud ko phansi k phanday pe latka dain? :smiley:
Army k littar khanay k leay zaroori ha siasatdaan chor ho. Strait forward banda army ki dictating bardasht nahi kray ga.
barray josh se Ahsan Iqbal nai kaha tha ma kath-putli wazeer nahi reh skta. Leken jab ya yad aya power main nahi honga to haramkhori kesay karon ga, khamosh ho gya. :smiley:
PPP k haramkhor b dawn leaks pe hakoomat k sath nahi.