Non-Muslim first name

Re: Non-Muslim first name

Pakistan mein hr bnde k do naam hain, aur sewaey mian biwi k koi bhi aik dusre ko real name se nae bulata :hehe:
You can call him by any good name that he likes, not necessarily his real name, I think its ok…
Wese bhi shadi k bd biwi ki hi chalti hai, jo marzi naam rakh dena :stuck_out_tongue: