Nightmare In-laws

Exactly.

Ask your parent to do same thing with his parent when he is there and then see the real drama. That would be good. Doodh ka doodh aur paani ka paani alag ho jaay ga aur aap ko bhi samajh aa jaay ga kay agay ka faisla kia karna chahyay warna to bechari mohabbat main andhi kuch naheen kar paay gi.

Wo apna asli rung dikha rahain larki now it's upto you to open your eyes jis pay mohabbat ki patti bandhi huwi hai. Naheen to baad main bohat pachtao gi.

Kisi nain sahi mashwara dia hai I forgot his/her ID. Do istakhara and follow the istakhara's answer.

Mohabbat ki patti ko ankhon pay say utaro to saaf nazar aay ga naheen to ankh hotay huway undhon ki tarha faisla karo gi.