Nawaz Sharif a true leader

Re: Nawaz Sharif a true leader

^^ Totally disagreed

yeh buhat achay insaan haiN isi fazool baat nahi ker saktay

yeh kehna chah rahay haiN kay jab bhookay nangay ko buhat zyada khana eak sath mil jata hay tu woh sara khana eak waqt main hi khanay key koshish kerta hay, nateeja'tn bemaar ho jata hay.

Mush & Co. ko jab achanak USA waghera say paisay milnay lagay tu inhay samajh hi nahi aayee kay kerna kya hay, su yeh paisay inhooN nay idher udher ura diya.. aur ju kaam kernay kay thay, woh na kiya...