Haan, look at the bright side negative publicity is also a publicity at least, besides aaj tak kisi nay itna najam ko discuss nahi kiya hoga jitna aaj hua hai; Najam sheraz khud chakar khar kar gir na jayeh…usko yeh pages copy paste karkay print karkay frame kardaynay chahyeh apni deewar pay luganay kay liyeh.
Hai meri gupshup ki barak obama…kaash yeh doosray Bush (mods) bhi aasay he hotay toh jootay toh na partey…