Najam Sheraz: Latest Updates

haha hum kitab phernay walo mein say nahi hai hum summary pher kar kaam chalatay hai, hum toh school kay liyeh books jo phernay ko diyeh jatay thay..saray fluke per kaam kartay thay hehe.

LUC...LO! abb karo muqabla :p

:rotfl:

per hum to najam sheraz ko bulandi per phoncha rahay hain.

Yaar main phele aik Guppy hoon or phir mod :snooty: :smiley:

Naqal ko asal bana dena mayray baeen haat ka khel hai :DIsse liye tau saal main 1 film banata houn :smiley:

Abhi mujhe shoulder injury ho gayee hai tau story HOLD pay hai.

hahahahhahahahahhaa....shuker hai yeh nahi kaha k book kia kisi chirya ka naam hai? :D

LUC haan haan censor ker k sunana or climax to bilkul nahi batana :D...main nahi chata (since i am Yash Raj) k baghair ticket k he film per tebsera loug kerin :D

Haan, look at the bright side negative publicity is also a publicity at least, besides aaj tak kisi nay itna najam ko discuss nahi kiya hoga jitna aaj hua hai; Najam sheraz khud chakar khar kar gir na jayeh…usko yeh pages copy paste karkay print karkay frame kardaynay chahyeh apni deewar pay luganay kay liyeh.

Hai meri gupshup ki barak obama…kaash yeh doosray Bush (mods) bhi aasay he hotay toh jootay toh na partey…

No, i know what kitab is abb itni bhi jahil nahi hoon blush (EYE in from CHANADA)

dekho story sunayeh bagair bhaag gaya...dhokay baaz bewafa mard.

Re: Najam Sheraz (News)

Chalo tum daunau ko private main bataon ga kissi din, kya yaad karo gayy :p

aaj kay din ka mahaurt sooobh hai...suna do naareal tor kay :D

Re: Najam Sheraz (News)

Mera shani hil giya hai aaj, pandit GS nay shub moharat abhi nahi nikala. :D

waha...kamal ka dialogue bola hai :D
lagta hai tajarba bhut hai...maan gayea ustaad. :D

kuch bhi kaho we do get to see his videos...did u see the one where there were goriz :D

shukeria shukeria...change ayea ga..change ayea ga...per aistha aistha. :D

mangal rahu ketay and saatu are on the right ispaat toh aap bay jhijak agay bharay...judgemaan.

wah wah aap tau Humayun Mehboob ke chaele nikali :p

hahahha....solay anay sahi baat ki app nay teelo didi.

Zardari jaisa ahista nahi chahyeh humko..apnay halat jaldi badal gayeh aur mulk ka abhi ahista shuru bhi nahi hua.

Zahir hai itni videos bunata hai aur har channel per chor dayta hai..toh dekhni toh paray gi naa, yeah jis mein dula dulan room mein bed kay aagay sara waqt ghoomtay rehtay hai ek doosray ko cross kartay hai aur gorian in ghagray ajeeb steps kar rahi hoti hai right?

woh famous personality kaun hai waisay?

lo fbi zabardasti baji buna raha tha aur apne didi buna diya...hai rey meri kismat.

He's an astrologer, his claim to fame was Breakfast with Nadia on ARY. He did a few drama's back in the day also but wasn't very successful.

only that, jo logo ko bataya sach hua?