Mohabbat Par Na Jaaney Kyu Kisi Ka Bas Nahi Chalta
Yahi Wo Ek Jazba Hai Jo Na-Farmaan Hota Hai…!!!..
Re: Na-Farmaan
Mohabbat Par Na Jaaney Kyu Kisi Ka Bas Nahi Chalta Yahi Wo Ek Jazba Hai Jo Na-Farmaan Hota Hai...!!!!!..
jazba na-farmaan nahin log na-farmaan bun jate hain
Re: Na-Farmaan
magar yahan na farman was taken as in the heart and teh brain not getting along i suppose ![]()
Re: Na-Farmaan
kuch log muhabbat main sanwar bhi to jate hain. matlab masla jazbe main nahin insano main hota hai
Re: Na-Farmaan
kuch log muhabbat main sanwar bhi to jate hain. matlab masla jazbe main nahin insano main hota hai
you mean human attitude towards it ?
Re: Na-Farmaan
you mean human attitude towards it ?
exactly.. kuch log muhabbat main firon bun jate hain aur kuch fironon ko muhabbat insaan bana deti hai
Re: Na-Farmaan
exactly.. kuch log muhabbat main firon bun jate hain aur kuch fironon ko muhabbat insaan bana deti hai
i like the last part :D
Re: Na-Farmaan
i like the last part :D
aisa hota hai zamane main...
Re: Na-Farmaan
aisa hota hai zamane main...
it happens but v rare
Re: Na-Farmaan
it happens but v rare
Actually we don't observe it carefully. It happens with most of the people
Re: Na-Farmaan
koe historical example dijiye
Re: Na-Farmaan
Na ferman tou olaad hoti hai...banday hotay hain
Re: Na-Farmaan
koe historical example dijiye
Khuda ne firon ke dil main Moosa ki muhabbat daali thi ke nahin?
Re: Na-Farmaan
Nice 1
Re: Na-Farmaan
yahan emotion hai ![]()
right
![]()