I do write sometimes,and I know that I’m not a good poet lol
Here is one of my collection.
Hum mehfil e ghuftaghu na hotay
Agar tum kabhi hamari arzoo na hotay
Socha kabhi tu ne,humne Kia manga Dua Mai
Tum agar her khuwaisho se pehley na hotay
Zabat ka alam yeh ke lab pe la na sakay kuch
Yehi soch kar ke tum ankho Ki zuban perh kyu na sakay.
I do write sometimes,and I know that I'm not a good poet lol
Here is one of my collection.
Tum **mehfil e ghuftaghu na hotay
Agar tum kabhi hamari arzoo na hotay
Socha kabhi **tum ne,humne Kia manga Dua Mai
Tum agar her khuwaisho se pehley na hotay
Zabat ka alam yeh ke lab pe la na sakay kuch
Yehi soch kar ke tum ankho Ki zuban perh kyu na sakay.
oho, main koi itna maher nahi hon. fakhta bhai say critical analysis karwain. unki shaeri ki skill ziydah achia hai. ya phri muqa iss par nazr-e-sani kar saktay hain.
I do write sometimes,and I know that I'm not a good poet lol
Here is one of my collection.
Hum mehfil e ghuftaghu na hotay
Agar tum kabhi hamari arzoo na hotay
Socha kabhi tu ne,humne Kia manga Dua Mai
Tum agar her khuwaisho se pehley na hotay
Zabat ka alam yeh ke lab pe la na sakay kuch
Yehi soch kar ke tum ankho Ki zuban perh kyu na sakay.
efforts ke marks hain magar kuch bay-rabt si hay..... continuity nahin hay!! ya ye kehlo, linked nahin hay!!
I do write sometimes,and I know that I'm not a good poet lol
Here is one of my collection.
Hum mehfil e ghuftaghu na hotay
Agar tum kabhi hamari arzoo na hotay
Socha kabhi tu ne,humne Kia manga Dua Mai
Tum agar her khuwaisho se pehley na hotay
Zabat ka alam yeh ke lab pe la na sakay kuch
Yehi soch kar ke tum ankho Ki zuban perh kyu na sakay.
waah...kia baat hai...ibtidaa e shaa'irii bhii nahiiN hai, maashaa Allah kaafii kuchh likh chukii ho...aise hii likhtii raho iA kaamiyaab rahogii! :)
Allah kare zor e qalam aur ziyaada! :)
ek chhoTaa saa point hai:
yeh ne "maHfil-e-guftugu" likhaa hai aur jiskaa matlab tum ne "maHfil kii cheh-e-mee-goiyaaN" liyaa hai magar Faarsii kii izaafat [connectivity] kii roo se ise "guftuguu-e-meHfil" honaa chaahiye kiuN k jahaN izaafat 'alaamat "-e-"] hotii hai vahaN ek se zaayad alfaaz hoN to use ulaT kar [backwards] paRhte haiN...
Who knows........kab shoq intiha ban jayee........wese bhi shairana mizaaj ke log kafi emotional aur sensitive hotay hain...........kab kiya tay kerjayen, kuch pata nahin hota........ I know because I am a shaira myself :)

wow! kia inkishaafaat ho raha haiN yahaN...ab aap bhii apnaa koii kalaam sunaayeN aur apnaa bhii koii majmoo'a shaayt'a karvaayeN :) maiN to muntazir e deed huN :)