jab kay socha kay nahin sahy jaiN gey sitam aur
dast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milayjab kay socha kay nahin sahy jaiN gey sitam aur
dast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milay
jab kay socha kay nahin sahy jaiN gey sitam aurdast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milayjab kay socha kay nahin sahy jaiN gey sitam aurdast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milay
Idher tu bari sharafat say baat ker ray hain… kal cafe main chachii ko narazz kernay ki khushi main itti phuljariyaaN kyo choar rahay thay… typical mashriqi merd…
Anyways as far as the poetry goes, I don’t have the correct knowledge of the frameworks for urdu poetry… ju dil main aata hay likh daiti hooN… aam sa, average sa…
Raye mangni hay tu Amal, Zamil ya Derwesh say Mangain… They know more about the technical stuff behind urdu poetry…
^ aji sahib... pehli ghazal thi... of course 'tuk bandi' ho gi. Hum par aap ki tarhaa ilhaam nahin hota shaeiri ka so tuk bandi say kaam chalana partaa hai.
isi liye to aap jaisy mahir shua'raa ki araa maangi thin... jahan kahin koi jhool nazar aai.. khul kay bataen.. nawazish ho gi aur agli dafa main aap ki raai zehn main rakh kar koshish karon ga.
mahfil-e-shab ka kuch bhi nishaan naan milaatraaf-e-shamma faqt jaly hovay chand parwany milay
sanamKhana-e-dil main abhi tak hain qaa'im kuch buttaur ibaadat main gum chand deewany milay
jab kay socha kay nahin sahy jaiN gey sitam aurdast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milay
nairangi-e-taba'a-e-raqeeb ka buraa ho, kay usaynamak pashi-e-zakham-e-dil ko chand gaany milay
sharaab-e-gham-e-ishq hai, saaqi ki zaroorat hai kisay?gosha-e-dil main lab ba lab ye paimaany milay
ye meri pehli ghazal hai... so ur praise and criticism are both welcomed.
if you see anything that needs improvement, just shout it out.
EXCELLENT soch but it needs a lil correction....like...atraaf-e-shama faqt chand jaley huey parwaney miley jab yeh socha kay sahy jaiN gey na sitam aur dast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milay
EXCELLENT soch but it needs a lil correction....like...atraaf-e-shama faqt chand jaley huey parwaney miley
jab yeh socha kay sahy jaiN gey na sitam aurdast-e-maseeha say kuch zakham anjaany milay
sorry dun mind but i corrected wot i felt.
no problem...
pehli koshish thi... isi liye to aap logon say poocha tha kay koi ghalti koi jhool nazar aai to zaroor batain.