Re: My Aqal
halaat moqa dekh ker sub kuch ben jata hoo
tum bataoo tumhey kia chahiye
Re: My Aqal
halaat moqa dekh ker sub kuch ben jata hoo
tum bataoo tumhey kia chahiye
Re: My Aqal
^ALAH ka diya hovaa aur bando say cheena hova buhat kuch hay mairay paas ![]()
Re: My Aqal
Ohey PK tu police wala hain
Re: My Aqal
Tum bhool bhi gaey ..tum nay mujhay DAKU kaha tha ![]()
Re: My Aqal
Oh aik hy baat hain DAKU aur POLICE
Re: My Aqal
![]()
Re: My Aqal
Kia howa daagh bhai, sub theek thak to hay na
Re: My Aqal
^ Shukar hay Daagh bhai aap ko yahan jhaanknay ka time mila ![]()
Oye Baaltooooooooo khabardaar jo Daku ko police kaha tou ![]()
Re: My Aqal
Oh Daku bhaiyoo sey sorry main ney un ky basti kerdy
PK Daagh bhai thory deyr baad miltey hain, aik choti si meeting hain
Allah Hafiz
Re: My Aqal
Allah ka shukar hai all under control…
tum sunao kaise mizaj hai?
Re: My Aqal
![]()
bas time nikalna parhta hai tum logo ke liye ![]()
Re: My Aqal
^^ Daagh bhayya kab Pakistan aa rahay hain ![]()
Re: My Aqal
Dec mein ![]()
![]()
Re: My Aqal
nikaaal diya :p
Re: My Aqal
Ye baad wali herkatey abhi sey
Aur Paisey aur kiya, jab tumhari aqal use kero ga to loog claim karey gay un ka claim deney key liye paisey/rupiya tum kia sumjhi thy
Re: My Aqal
Baalti gungunaing * Yeh Dil maangay More *
Daagh bhai aap tou dec say pahlay aanay walay thay na ![]()
Re: My Aqal
Acha kia, wesey bhi aqal ka aap sey kia wasta
Re: My Aqal
esi laiy to mai nay sabar kar liya tha k aql say mera kia wasta
aqal say to baiwaqoof lougoo ka wasta hota hay na :p
Re: My Aqal
her baiwaqoof yehi samajh ta hain