My Aqal

Re: My Aqal

kosish kar lou agar kuch meri bay-ball khopri mei mil jae tou tum lay lou :D

Re: My Aqal

aqal kay liya shakal kee bhee zaroorat hotee hay

Re: My Aqal

woh kessey

Re: My Aqal

agar meray apnay pass aql hoti to mai aap ko sari ke sari udhaar to kia hameesha hameesha k liay day daita :bummer:

Re: My Aqal

challo aaoo phir denoo mil ker kwaaliya gaatey hain :slight_smile:

Re: My Aqal

kia kwaaliya ganay say aql milay ge :hoonh

Re: My Aqal

nahi sirf dhoolky miley gi pytney key liye

Re: My Aqal

liken mujay to pytney he nahi ati hay :bummer:

Re: My Aqal

to aap ghonghoroo peyhen ker dance kerna main doolky pit lo ga

Re: My Aqal

mujay wo b nahi ata hay yani k dance

Re: My Aqal

to phir bhai jaan aap aqal ka khayal dil sey nikkal dey

Re: My Aqal

Baalti meri akal chalay gi???

Re: My Aqal

Phir Sirf aqal hi nahi aur ..........

Re: My Aqal

^Baaltiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

Re: My Aqal

PKKKKKKKKKKKKKKKKKKKKKKKKK kia haal hain chotey bhai

Re: My Aqal

^Khabardaar agar tum nay apnay barray honay ka najaiz faida uthaya tou :grumpy:

P.S: me fine shine aap sunao …

Re: My Aqal

Allah ka sukker hain, Aaj GS khali khali leg raha hain, tum ney kahi sub ko bhaga to nahi deya chanda mang key

Re: My Aqal

^Haan mainay chanda manga tha taakay aap kay painday main jo sorakh hova hay us ka bandobast ho sakay ..lakin sab bhaag gaey :(

Re: My Aqal

Chall essey hi na baatey bana mary balti to bulti nai hain zero meter
aur mazzaey ki baat hain without painda hoo jaha dil kia lurhak gaya

Re: My Aqal

tum baalti ho ya Lota :mad: