Aaj main apni aqal ghar per bhool aaya hoo
kissi sey udhar mil sakti hain kia bohat zarooret hain kaam kerney key liye
Re: My Aqal
Re: My Aqal
Lagta hay buhat soch smajh kay yeh dhaga khola hay ... mazaq mat karain Baalti Unkil ...:D
Re: My Aqal
i called bhabi amd she said that she is going to make an achar of your aqal
Re: My Aqal
please mary help karoo bhaiyoo, mara mazaak met banaoo
Re: My Aqal
Hum mazaq urratay hain banatay naheen :D
Re: My Aqal
wadey waley khotey ![]()
aik to main problem main ho aur tum mary madad kerney key bajay meyra mazaq urratey hoo daku
Re: My Aqal
@ daku
Haan… zoo mei jao shayed koi bandar thori si dene par raazi ho jaye… After all tumhe itni si hi akal ki zarurat hei.. insaano ki akal too much for u ![]()
Re: My Aqal
tum meyra mazaak ker rahi hoo:teary1:
Re: My Aqal
Wadey tou aap ho ![]()
Mainay aap ki mujh churaee hay jo mujhay daku kah rahay hain …u TOKEN ![]()
Re: My Aqal
Mujh to nahi uss ka anda churaya hain andey choor:D
Re: My Aqal
Tum apni mujh ko mana karo ..us nay mairay murghay ka saath chakkar kiyun chalaya tha .. Ab anda main tumhain naheen Ur angel ko khilaonga :D
Re: My Aqal
jhoot na bolo… hai hi nahi tumhare paas and excuses bana rahe ho ki ghar bhool aaya ![]()
Re: My Aqal
No aenda se khabi nahi
![]()
Re: My Aqal
![]()
![]()
Re: My Aqal
Daghoooooooooooooooooo bhai ![]()
Aap aye and hum jaye ![]()
Re: My Aqal
hey Angel sisso
![]()
why are you leaving ![]()
Re: My Aqal
^
need to iron the clothes :(
Re: My Aqal
oho
chalo jaldi irom kar ke aao wapas
Re: My Aqal
^
bhai baad mei jaongi… ![]()
Pura cafe aaj ded parra hei, kya karen ? ![]()