Kisi ko pagal kehna personal hona nehen hai to aur kia hai?
Yusuf [as] nay bhi Kaafir baadhshah kay saath kaam kia tha, "koi difference nahi tha".
Kitna baar is par zaleel huyay ho lakin sharam to ko aati nehen. Koi aik saboot bata do kay apnchay bachon kay naam bus unhi teen lgoon ki wajah say rakhe?
konsi "hifajat" ki?
Humaray paas aisa koi saboot nehen.
Yusuf [as] bhi Kaafir Badhshah ki Musheer thay, to?
Muahida kufaar say bhi hota hai, Suleh Hudabiyah bhool gyay?
Tumharay Nasibi aba o ajdaad nay shuroo din say masaail jo kharay kar diay thay khilafat sanbhaal nay kay baa say hi, har jagah sorish aur jang musalat kardi thi. Aur kis qisam ka ailan hna chahay tha?
Mukhtar nay aapkay ajdaad ko wasil e jahanum phir kion kardia tha?
isi lye to bol rahah hoon woh Bada wala jhoot jo tum nay Allah par daala hai us ko saabit kardo unhi alfaaz kay saath kion kay yeh 2100 sadi hai yahan sab jhoot asaani say pakarlia jata hai, har cheez internet par mojood hai.
phalay too pagal khanay par mazrat.
aab tum kharahay hoo kay syedna yousuf as nay kafir badsha kay saath kam kiya tha, zara ia too deso kay, hz. yousuf as nay yeh kaha tha kay wo nabi nahi, kiya nauzubillah hz. yousuf as nay apnay aap koo un ka sath our ham majhab zahir kiya tha (nauzubillah) hz. yousuf as nay babangdhul aalan kiya tha kay wo allah kay nabi or kuch posidha nahi rakah tha, yeh tumhara answer kuch jajta nahi.
abb tum hi bataou kay tum apnay childrens kay nam apnay dooshmanoo kay nam par rakho gay ya jin logo ko tum like kartay ho un kay nam par rakho gay, tum agar hz. ali ra ki place par hotay too tum par ziyada responsibility hoti, our baqool tumharay hz. ali ra masoom thay too kiya aik masoom ko yeh zeb deta hai kay wo apnay childrens kay nam munafiqeen/kafir (nauzubillah) kay naam par pakhay. mera khiyal hai kay hz. ali ra nay tum logo ko jalil karnay kayliya yeh kiya. aur na sirf hz. ali ra balka hz. hasan, hz. hussain ra and so called imams kay childrens kay name bhi similar hain.
hz. hasnain ra donu aglay door par phara day rahay tha our sabaies back door say jay kar hz. usman ra ko qatal kar diya.
baqool tumharay hz. ali ra too mushkil qusha hain, unko muskil say kiya darna, our jo hukum allah ki taraf say ho us ko poshida pakhna yeh too masoom kay liya kisisoorat nice nahi hai.
tum phir wohi baat kar-rahay ho, sulah-e-hudabiya ka zikar kar rahay ho bait-e-rizwan ka zikar nahi kar rahay jo hz. usman ra ki shahdat ki khaber par huay our us main so called masoom nay be bait ki, khir yeh topic main nahi, is sulah may kiya rasool pbuh nay apni jaga un ko bhitha diya tha, rasool pbuh too sirf haj ki gharj say gayai thay, hz. hassn ra nay too hukomat man li thi kiya kafir ki hukumat mani jasakti hai.
mukhtar (lanti) nay too khud nahi honay ka ailan kiya that tumhara baap tha na.
tum bada bada karrahay hoo zara is ka matlub to batawo.