Mushaf Fatima, Al-Jamia, and Al-Jafr did exist.

quote
Agar tum dosroon par keechar uthaal saktay ho to doosra bhi kuch bhi kar sakta hai.
unquote.

may nay na hz. ali ra and un ki offspring kay khilaaf koi baat ki hai too dekhawoo.

may sirf sawal puch raha hun persnel nahi ho raha.

quote
Kabhi apnay aqaid par nazar daali hai ghalti say bhi kay kitni ghalation aur bawakufion say bharay huay hain??? Sab say bara tio yeh aqeedah kay Rasool Allah [s] kay zamanay main jis jis nay Rasool Allah ko dekha aur Iman lay aya woh bus qaabil-e-tazeem hai aur us kay khilaaf koi kuch nehen bolsakta, ab chahay woh duniya bhar ki badkaari karta phiray. Bari aqal wala aqeeda hai?
unquote

1400 sal baad tum ya main koon hotay hain faisla karnay walay kay koon muslim tha koon nahi, humay islam ki dolat mil ghai bas atna hi kafi hai, our jhan tak kisi sahabi ra ka mamila hai, who aur allah janay, ham nay too kisi ko bacha saktay hain na saja desaktay hain, our jab rasool pbuh nay mauf kar diya too main koon hota houn un ka badla lenay wala, our badla loun too kis say nay woo moujood hain, aur baap ka badla beta say too nahi liya jasakta, khud hz. ali ra nay un kay saath kam kiya, koi difference nahi tha, apnay bachoun kay nam un par rakhay, un ki hifajat ki, un kay pechay namaz phari, un kay musheer rahay, un say muhaida kiya aur jab khud khalifa bany phir bhi kisi kisam ka ailan nahi kiya aur nay un ki owlad nay kiya, our na hi koi hz. hussain ra ka badla lenay ghaiya.

ham is waqt 2100 sadi may rahrahay hain, yehan app ko is kisam ki batain nahi karni chaya.