Mushaf Fatima, Al-Jamia, and Al-Jafr did exist.

Agar tum dosroon par keechar uthaal saktay ho to doosra bhi kuch bhi kar sakta hai.

Kabhi apnay aqaid par nazar daali hai ghalti say bhi kay kitni ghalation aur bawakufion say bharay huay hain??? Sab say bara tio yeh aqeedah kay Rasool Allah [s] kay zamanay main jis jis nay Rasool Allah ko dekha aur Iman lay aya woh bus qaabil-e-tazeem hai aur us kay khilaaf koi kuch nehen bolsakta, ab chahay woh duniya bhar ki badkaari karta phiray. Bari aqal wala aqeeda hai?

to kia alan nihi kia???

Saari duniya ki alamarian dhoon daalo, al-Kafi ki asal Arabi ibaarat dikha do jis main wohi alfaaz likhay hain jo TUM NAY Allah ki taraf mansoob kardaalay sirf Shia dushmani main yani “Allah jhoot bolta hai aur ghalatian karta hai” <= yehi alfaaz honay chahay hain.