Mushaf Fatima, Al-Jamia, and Al-Jafr did exist.

phali baat mods should take action aginst this jungle persion who used bad words for imam bukhari rah.

tum khan ki khan mila rahay ho yeh aqeeda nahi allah ki taraf say permission hai kay agar insan ki jaan par ban jaya too wo thora sa jhoot bool sakta hai, jis tarah agar insan khai phas jaya to us to haram ghoost khanay ki permission hoti hai yeh quran main likha huwa hai, tum shia log jo aqeeda taqqiya pash kar rahay ho wo bulkul bhonda or bewakufi say bhara huwa hai, kyunkay, hz. ali ra ko agar jan ka khatra tha too shirf 3 khulfa-e-rashideen kay door-e-hukumat may tha jab un ki apni hukumat aai to kis nay un to haq khanay say mana kiya agar nahi mana kiya too aaik massom ko kis trah mauf kiya ja sakta hai jabkay woo haq janta tha aur us nay apni hukumat may us to alan nihi kiya.

or jhan tak bada kay baray main hain main apni almari may say yeh kitab dhood raha hun aaj nahi to kal post ho jaigi.