Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa
Baat Kar ! Tujh Par Gumaa~n Honay Laga Tasveer Ka

Raat Kiya Sooay Kay Baqi Umer Key Neend Urr Gaiee
Khavab Kiya Deekha Kay Dharka Lag Giya Tabeer Ka

Jaanay Tu Kis Alam Main Bichra Hai Kay Tairay Baghair
Ajj Tak her Lafz Faryadii Hai Mairee Tehreer Ka

Jiss Tarah Badal Ka Saaya Piyaas Bharkata Rahay
Main Nay Voh Alam Bhee Daikha Hai Tairee Tasveer Ka

Kis Tarah Paya Tujhay Phir Kis Tarah Khoya Tujhay
Mujh Sa Munkir Bhee Tu Qayal Hu Giya Taqdeer Ka

Ishq Main Sir Phoorna Bhee Kiya Kay Yey Bay Mher Log
Ju-e-Khun Ku Naam Daitay Hain Ju-e-Sheer Ka

Jiss Ku Bhee Chaha Uss Ku Shidaat Say Chaha Hai “Faraz”
Silsala Tuta Nahee Dard Key Zanjeer Ka…“Sighs”

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

buhaut khoub moodi ....


Thank u Sannan:)

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

bohat khoob, kiya bat hai Fraz sahib ki
nice sharing

bohat khoob.

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

Very Nice

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

buhut khoob :)


Thank u Eyesonsky:)


Thank u Sevenstar:)


Thank u Terray_naam:)


Thank u Daanie:)

**salaam Muddi saaHab,
ummeed hai k mizaaj-e-giraamii ba_Kahir hoNge.

aapaka intiKhaab urfa o aalaa hai aur paRh kar bahooot lutf bhii aayaa. Ghalib kii Ghazal "naqsh faryaadii hai kiskii shoKhii-e-taHreer kaa" aur 'allaamah "iqbaal kii Ghazal "ik fuGhaan-e-be_sharar seene meN baaqii rah gaii" kii yaad taaza ho gaii. mujhe qawaafii bahooot pasand aaye.

kuchh ash'aar ke kuchh misr'e Khaarij az bahr aur vazan haiN...shaayad kitaabat kii laGhzish hai...tasHeeH farmaa leN, plz!

Allah Haafiz,
_______Hashmat**
<!--Session data-->

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

Zabardast, amazing by Faraz Sab

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

nice sharing

Re: Muntazir Kub Say Tahayyur Hai Terii Taqareer Kaa

v v nice.
khwab kya dekhaa k dharka laga tabeer ka...


Shukriya Hashmat Bhai:)


Thank u Arsalan:)


Thank u Gypsy:)


Thank u Shazia:)


Buhat Khubsoorat Intikhab:)